Passt nicht? Macht nichts! Sie können Artikel bis zu 30 Tage zurückgeben
Mit einem Geschenkgutschein können Sie nichts falsch machen. Der Beschenkte kann sich im Tausch gegen einen Geschenkgutschein etwas aus unserem Sortiment aussuchen.
Bis zu 30 Tage Rückgaberecht
Neela samudra, retile beach, aur ek purana lighthouse. Movim mein chhuttiyan beetane aaye Janardan Maity aur Prakash Ray ne socha bhi nahin tha ki is chhote se gaon mein unke din prakriti ka anand uthane mein nahin, balki kidnapping ki ek ajeeb gutthi suljhane mein beetne wale hain.
Kyonki jis ladki ko kidnap karne ki dhamki di gayi, wo to sahi-salaamat apne ghar par hi hai! Phir is ajeeb si dhamki ka kya matlab hai? Movim mein, jahan sabhi mil-jul kar rahte hain, aisa kaam bhalaa kaun kar sakta hai? Aur apne ghar se sirf raat ko bahar nikalkar apne pita ke piano ki dhun par nachne wali Sally Sequeira ka is sabse kya lena-dena hai? Movim ki sundarta ke peechhe aise kai rahasya chhipe hain jinhe suljhane mein Maity aur Prakash ki shayad jaan ki baazi bhi lagaani pade.
Hallo! Ich bin Libroamiko, dein Buchberater.
Wie kann ich dir helfen?